Friday, February 17, 2023

"मन ! "

बेख़ौफ़ सुहाना मंजर है,  
खामौशी बहार अंदर है | 

खामोश खामोशी चुभती है, 
मन में पीड़ा जब रहती है | 
मन ही मन में वह कहती है, 
रग लहू संग वह बहती है | 

मन मादक मंद सुगंध सही, 
पर वह मन ही को हरता है| 
मन पंक्षी के पर पर ही सही , 
पर ऊंची उड़ान तो भरता है |

मन बादल है मन पंक्षी है , 
मन राग रंग और बंशी है | 
मन आज भी है, मन कल भी सही 
पर मन की पीड़ा मन ही में रही 

मन द्वेष भी है मन राग भी है ,
मन व्याकुल , पीड़ा वैराग भी है | 
मन संग क्रीड़ा जो करता है , 
मन ही मन का वह रहता है | 
 
मन संयम है, संकोच भी है, 
मन लज़्ज़ा है , खामोश भी है | 
मन ही मन के गर वश में रहे , 
मन साधना है , मन सोच भी है |

Friday, May 25, 2018

जाने कहाँ गए वो दिन

यूँ ही बैठे बैठे जीवन के कुछ बीते पल आधे खट्टे आधे मीठे याद आते है तो जुबान यूँ ही बोल पड़ती है "जाने कहाँ गए वो दिन " और फिर राज कपूर के जोकर की तरह कुछ पल इधर कुछ पल उधर निगाहे देखती है और कुछ ही छनो में शांत बिलकुल ही शांत हो जाती हैं, जैसे की इन आँखों को बेहोस कर दिया गया हो या फिर सहम सी गयी हो........और कुछ भी देखना न चाहती हो मनो थक सी गयी हो बिलकुल ही थक गयी हो और अब बस गहरी नीद में सो जाना चाहती हो ...............................

Sunday, January 29, 2012

Aisaa milana bhi kya milana ki mulakaat nahee .......................

Aisa milana bhi kya milana ki mulakat nahee
Wo mile is kadar ki mujhase koi baat nahee


Woo massoom nigahe aur woo bholapan
Unase kah doo ye baat kahe mera maan
Kuchh naa kah ke bahut kuchh kaha gaya unaka maan
Ki aisa milana…………………………………………………………..

Aaye the iss kadar ki unako jana tha
Hame bhi aaj khud ko aajmana tha
Kuchh kho denaa tha ya pana tha
Kyoki aisa milana………………………….


Unake halaat bhi kuchh sahame sahame the
Jaise palko me chhupaye laakh nagame the
Aisa ……………………………………..

Thursday, February 11, 2010

Yad Ayen Hai Bade Din Ke Bad Yad Abhi


Jindagi milati hai subko bade naseeb se
Her koi aam hi hota hai milo jo kareeb se
Aisa milana bhi kya milana jo mulakat naheen
Kya karen hum bhi aisee meree abhi aukat naheen
Yad aayen hai bade dino ke bad yad abhi !
Bade naseeb se hoti hai mulakat kabhi.

Sunday, March 23, 2008

खुदा हाफिज

na jane kaun se manjil mujhe her bar milti hai,
meree ye lekhani charcha yahi her bar likhti hai;

mila milker bhi mil na shake milane ke liye,
humee her bar likhten hain khuda hafij-2;


vahi hai hoti manjil, vahi rasta hai hota ;
humin hoten hai musafir, vahi dasta hota;

likhi jati hai her bar apni dastane manjil,
sooni pad hi jati hai hamari her nayee mahafil;

ab to lugta hai nayee mahfil ka koi jikra hi na ho,
na hogi koi dastan aur koi fikra bhi na ho;


hume milne milane ka koi shauk hi na ho;
ab kishi aur she bichhadne ka koi khauf hi na ho;

Sunday, March 9, 2008

चाँद पनघट पर चला है


Chand panghat par chala hai,
Chandani se chupchap milane,
Chandani bekhauf ban ker ,
Chand par ithala rahee hai.

Pad rahin hain nanhe bonde,
Yun kamar ke is uchak se;
Jhunjhunaten hain ye jhingur,
Payali ka sur shamete ;

Thandhi Thandhi ye pavan bhi
Mast maula ye gagan bhi ,
Geet koi ga raha hai
Chandanee ki rag ban ker;

Ped pnchhe Sant hain sab
Shrota Banker Aj iihan par;
Hain Dibik Dib baj uthate
Mndoke panghat Saj ban ker;

Rat ranee Khil uthe hai
Apnee ujali vesh mein
Mano gajara bandh di ho
Chandanee ki kesh mein ;

Mand Madak gandh faile,
Ish ghata ghanghor mein;
Chand bandhak ban chuka hai
Chandanee ki dor mein .





क्यारी की आत्म कथा


subah savere dhale hain ghanere,
Diwaker Uda le gayen hain andhere;
kise khobsorat bageeche men ja ker,
kise khobsurat kyari mein dekho.

Shaghan hare patton mein,
kucha lalima hai ;
peeli gulabi ,
Shunahree shama hai .


Khili hai kali ,
Is khadee dopahar mein
Tapi hai ye suraj ki
Ghanee aag mein .

Tabhi to lubhon par subah muskurati,
Huye sam jub to hai sukh jati !
Par kya agale din soonee hai kyari ?
Nayee fir khili hai kali aj pyaree .